Mera baby 5 month ka hbwo abhi tk palatna start nahi kiya h ar most of time mouth kholkr sota h Kya yeh Normal h mouth kholkr Sona

Created by
Updated on Jan 27, 2020
Answer:
Palayam 6 months k around start hota hai.and mouth kholkr sona ki vajah ho sakta hai ki aapke baby ko nose block ho and cold rehta ho.aap nasal saline drops use karein dhyan rahe sote time baby ki neck jayda bend na ho
Take Care