Parenting

baat nhi manta

3 to 7 years

Created by
Updated on May 19, 2018

mera beta 3. 6year ka hai.. wo nursery me jata h.. wo bohot question krta.. ek h que. bar bar puchta h.. jawab deke thak jate h.. humare aaspaas uske saath khelne koi nhi h to akele khelta hai. koi acchi baat batai to uska ulta jwab deta hai.. koi baat nhi manta.. ager relative s me gaye to humko chodke un logo se jada connect hota h.. me kya kru..

  • 8
Comments ()
Kindly Login or Register to post a comment.

| May 19, 2018

hi Shruti ! aap pyaar se deal karey.. bacchey ko kahey ki questions mind Mai rakhey, aur ek saath Puch le. aagar daantey padegi baar baar to shayad darr Kar agli baar nahi puchega. aur dheere dheere uska mind queries nahi generate karega.. AAP baccehy ke saath time spend karey. @Bindu please suggest.

  • Reply
  • Report

| May 20, 2018

mera beta b bilkul aisa hi krta hai.. so plzz koi suzav dijiye..

  • Reply
  • Report

| May 22, 2018

hi Shruti... if your child connect with your relatives rather then you it means he feel lonely.. spend more and more time with your child.. you have to go park with him on daily basis.

  • Reply
  • Report

| May 23, 2018

aap khud time nikaal kar uske sath kheliye.. just like a kid. jaisa wo kahe waisa kijiye khelte waqt. u both will enjoy trust me. meri bhi 3. 5 yrs daughter h. uski summer vacation chal rhi h.. I play daily with her and we have grt fun. wo aapke sath khel k aapke close aur acha feel krega.. good luck :)

  • Reply
  • Report

| May 23, 2018

hi zara !me uske har question ka answer deti hu.. question puchne pr datati nhi hu... but ek hi sawal ka jwab deke thak jati hu.

  • Reply
  • Report

| May 23, 2018

thanks nitasha

  • Reply
  • Report

| May 23, 2018

hi shiksha.. me uske saath khelti hu but usko akele khelne me accha lgta h.. mere saath thoda khelega but baad me akele hi khelna suru krta hai

  • Reply
  • Report

| Aug 01, 2018

Meri beti 3 sal 5 mahine ki h.. Uska pair bahut drd Hota h.. lekin O milk piti hai pir bhi... Haa khana khane me thodi aanakani krti h.. Agar koyi dva ho to Naam bata dijiyega

  • Reply
  • Report

More Similar Talks

+ Start a Talk

Top Parenting Blogs

Loading
{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}

{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}