
| Feb 12, 2020
Hi @sapna! Bacche ke liye natural organic product ka istemaal Karen. Harsh chemicals wale products ko avoid karey. Trusted brands ko hi use karey. Week mein ek bar besan haldi ,malai ke ubtan ka prayog karey. Bacche ko khane mein protein,calcium and iron and micronutrients rich diet dijiye.

| Feb 12, 2020
Hello Sapna, bache ka color uske parents and hereditary pe depend karta hai iske alawa baby ka exact color aane mai 3-4 month lagta hai aur bache ka gora hone se jada bache ka happy & healthy rehna jaruri hai. Isly aap rang ko le ke paresan na ho aur mujhe nahi lagta ki koi bhi product kisi ke rang ko gora karta hai.

| Feb 12, 2020
Sapna hi.. bacchon Ka Rang hereditary hota hai vah apne parents per hi Jaate Hain isliye aap bus unke sehatMand hone per Dhyan de sakte hain...... aap ghar mein besan Malai aur haldi milakar lep banaa sakti hain aur bacche ko bath se pahle ise lagaen ....yah natural or organic Hai Issey bacche ko koi nuksan bhi nahin Hota jahan tak ho sake koshish karen ki herbal organic aur natural products hi use Karen... aap market Mein available branded soap cream lotions moisturizers use Karen