Education and Learning

bacho ko padhana kaise sikhaye.

3 to 7 years

Created by
Updated on Mar 26, 2018

mera bachha bahut jiddi hota ja rha h.. kuchh bhi bolo uska ulta jabab hi deta h.. uska padhai me bilkul man nhi lagta h. aur Na hi dikhne me..

  • 3
Comments ()
Kindly Login or Register to post a comment.

| Mar 26, 2018

hi ekta rai ! aap bacchey se pyaar se baat karey.. use nag na karey. jab woh khel raha ho to woh apki baat nahi sunega aur baar baar bulane par gussa mai aakar ulta seedha bolega . aap koshish karey ki usey khel khatam karne ka time de, jab woh ready ho to pass bulakar ,pyaar se baat karey . ek schedule plan karey jisme khane se lekar khelne,padhne or soney ka fixed time ho. gussa na karey.. jitna ho sakey pyaar se deal karey. is blog ko padhiye issey aapko madad milegi. https://www.parentune.com/parent-blog/love-or-fear-how-do-you-discipline-your-child/771?ptref=sa0l000030g00lf

  • Reply
  • Report

| Jul 21, 2018

hello akta aap bachcha chota hai Abhi 3 saal ka hai .pyar se Samjhaye, aap Dekhi ke aap ke Bachche ko kis baat par gussa aa raha hai Agar gussa ho jata hai Pyar Se sant karane ke koshish kare. padhai ko fun learning Banaye. Khel Khel Mein Padhane Ne ki koshish . shuruvat colour, painting Se Kare

More Similar Talks

+ Start a Talk

Top Education and Learning Blogs

Loading
{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}

{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}