Behavior

Created by
Updated on Dec 21, 2017
Hai everyone.. Kaise save kare Hum bacho ko. Mera Beta aaj khel NE gaya... Aur Wo Jab wapas AAYA to ro raha tha.. And he was saying Mai football khel raha tha to eyes pe ball lag Gaye.. And I am not able to open. Maine Bahut bol NE ke baad... Usne Dikha ya.. Nothing happen... But his both eyes were red. He put his head on my lap and slept... I ask many time.. Kuch Aur Hua Hai kya Beta... But he was not saying any thing. Aur Wo so gaya... he slept and I am not comfortable.. Ki Koi baat Hai Jo Wo mujhe nahi bata raha Hai.... Mai Kya karu... Bahut pareshan Hai Wo.. And he is not sharing... Plz help ki bacho se unke Maan ki baat Kaise Nikal Wana chahiye... He is 11 years old... I am very much worried

| Dec 22, 2017
Hi Dipali Soni ! mai aapka concern samjh sakti hoon.. abhi is samyein yeh teh kar pana ki woh kya football ki chot thi ya kuch aur .. mushkil hai.. aap bacchey ko samyein de aur force mat karey kuch bhi batane ko. but ek baar jaroor kahe 'beta kuch bhi ho, aap hamein bata saktey ho.. hum hamesha aapke saath hai.. ''. uske unkahe shabdon ko samjhne ki koshish karey.. aap chahe to bachey ke papa ko bhi keh saktey hai ki woh roj thoda thoda samyein baccehy ke saath spend karey.. aur chahe to door reh kar park mai nazar rakhe.. issey apka doubt clear ho jayega. apne bacchey ko pyaar de aur ashvasan de ki aap uske saath hai, aaj kal aur hamesha. woh aapse kuch bhi share kar sakta hai.. asha karti hoon aapko issey madad milegi.

| Dec 22, 2017
Thank you Ma'am.... As u said I keep on saying... Pur Wo nahi batata... His friends some time says to him har baat mummy ko batana jaruri nahi... Kai baar Uske friends Usko pareshan Kar te Hai Pur Wo fir bhi nahi batata. pur mother hone ke Karan mujhe pata chal jata Hai. Pata nahi Kyu.. Wo Waise sab baat batata Hai... Fir bhi daar lag ta Hai... Ki Wo Chupa na raha ho.. Under hi under pareshan na ho. Wo mujh se sab Kaise share kare Kya karu.