can to havesingle child is good option

Created by
Updated on Jun 30, 2018
meri beti 18 mnths ki hai.. mai second child nai chahti.. kyu k maine bhut mentally cheze sahi thi during my baby.. bt kabi kabj lagta h meri beti single rahegi to koi problm na ho usse.. fir lagta h 2nd kar lun bt fir wahi sub hoga to dar jati hun.. i m confused.. mai itna pareshan thi us time k depression ne chali gayi thi.. kta karu.. kya single baby me koi buraie hai?

| Jun 30, 2018
hi Ankita Chaturvedi ! Agar aapke health related concerns hai during pregnancy,to doctor ki salaah jarori lein. AAP bilkul sahi soch rahe hai, aapka theek rehna mentally aur physically bahut jarori hai. bacche ek ho ya do, isme aapke pati ki salaah bhi jarori hai.. is blog ko padhiye issey aapko madad milegi. https://www.parentune.com/parent-blog/is-your-single-child-really-lonely/582?ptref=sa0l0010gqn00g6

| Jun 30, 2018
baby chahiye ya nahi chaiye yeah apke upar depend hai.... yadi aap confused hai tho pahele khudko thoda time de... then soche... kabhi time khuko denese bhi solution nikalte hai.... apni health mentally and physically thik karen.. then soche... waise bhi 3yrs k time bacho Mei thik rehta hai for mother's health. tc of yourself first... kyuki aap thik rahengi tho Ghar thik rahenga
