chest congested

Created by
Updated on Jan 24, 2017
mere 3mnth k baby ko cough ho rkhi h or cold b h jiski wjh s khansi or sneezing krta h or eyes m s b pani aa rha h.. pr dr. n bola h ki 6th mnth tk baby ko koi medicine ni d skte cough ki... uski chest m b congestion btaya h... to koi home remeidies use kr skte h kya or kounsi... pls give me suggestion




| Jan 26, 2017
dear aap cotton lo thoodi c motti. ussko cotton k kapdee may wrap kar lo. ek padd ki trhaa bnaalo jitni usski chaati (chest)hai baby ki chest Puri cover karo, shoulder sy naabhi tak .sab kapdo sy pehly usski rakho .jinti time sardi hai vo pad kabhi Matt htaana. 3-4pad bnaalo. or baby aap ki feed too ly rhaa hai too aap adrak ki chaaye,ya ajwaaen ki chaaye Yaa ye sab dudd may daal k pioo .aap bhi sarddi sy Bach jaao Gy baby bhi. or ek baat or baby ko kabhi room heater Matt use krnaa till 2years. or naa steem use krnaa. or aap bhi Thandee(Cold) haatho sy baby ko Matt chunaa..... OK dear agar aap ko fir bhi koi problem lagy dubara pucch lynaa. take care