Babycare

Green poo

0 to 1 years

Created by
Updated on Apr 17, 2019

Mera baccha 5 month ka hone wala hai.. kych dino se green colour kie poo ho rahi hai.. kya karu...

  • 7
Comments ()
Kindly Login or Register to post a comment.

| Apr 17, 2019

Anuj ग्रीन पोट्टी होना नवजात शिशुओं में आमतौर पर सामान्य बात है लेकिन अगर आपका बच्चा लगातार ग्रीन पॉटी करता है तो आप इसके बारे में डॉक्टर से संपर्क कर सकते है। कई बार आयरन लेवल बढ़ जाने या फीडिंग से संबंधित कुछ समस्याओं के चलते भी शिशु को ग्रीन पोट्टी की समस्या हो सकती है।

  • Reply
  • Report

| Apr 18, 2019

hi anuj! kya aapne recently bacche ka milk powder change kita hai!? kya bacche ko teething ho rahi hai?

  • Reply
  • Report

| Apr 18, 2019

nahi.. bas yaha ka mausam change hua hai.. aur isko monday night ko 1 bar green poo hua. phir next day evening mai 2 baar green poo hua. aur kal 9 baar hua.. aj morning mai bhi 1 baar green poo hui hai..

  • Reply
  • Report

| Apr 18, 2019

kya bacche ko khansi jhukam hai? aap mother ki diet ka bhi khayal rakhey. aisa kuch bhi nahi lein ,jo bacche ko suit na ho kyunki baccha abhi mother 's feed par hai.

  • Reply
  • Report

| Apr 18, 2019

how i will know baby ko kya suet kar raha hai kya nai.. ???

  • Reply
  • Report

| Apr 18, 2019

loose motions hona uska hi ek sign hai.

  • Reply
  • Report

| Apr 18, 2019

Meri beti bhtt din se Green poo kr rhi hai or ab toh pure din me 4 5 bar kr rhi hai.. beti 5 months ki hone wli hai

  • Reply
  • Report

More Similar Talks

+ Start a Talk

Top Babycare Blogs

Loading
{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}

{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}