hii frds meri beti abhi 4month ki hui h aur meri sasu ma usse abhi se batha deti h aur mai mna bhi nhi kr pati isse meri beti. ko koi dikkat to nhi hogi plz frds suggest me fast

Created by
Updated on Mar 07, 2020

| Mar 07, 2020
abhi aapki baby bahut Chhoti Ha. i itne Chhote bacche Ko batate Nahin Hai. Kyunki isase uski spinal cord per Bura Asar padta hai . aapko Pyar Se dher se kam lete Hue apni saasu Man Ko Samjhana chahie ki beti ko Thode Samay bad Jab apne aap apna head sambhalne Aur baithane layak Ho Jaaye . . tabhi use Aisa Karke bataen anyatha usse baithane per usko nuksan hi hoga Ruby

| Mar 07, 2020
Hi Ruby! Yeh bilkul sahi nahi hai. Issey bacchey ki spine par pressure padega. 6 months se pehle bacchey ko bithana avoid karna chaihe. Aap unhe video dikha saktey hai , jissey unhe samajh aayega ki uska bacche par kya ulta asar pad sakta hai. Aap bina ulte shabd boley, unhe pyaar se samjhayein. grandparents ko unke grandchildren bhut pyaare hotey hai. i am sure woh poori jaankari ke baad jaroor samjh jayenge.