hii.. mera 10 month ka baby hai.. problem ye hori h ki woh kuch dino se kuch nhi khata .. jab ki me har bar alg alg chize bnati hu uske liye fir bhi .. phele aesa nhi tha.. but ab idhar udhar bhagta rheta hai khana dekh k .kuch ni khata sirf mere brestmilk pe h .isi vjah se uska weight bhi lose ho gya h.. bahut pareshan hu kya karu😔

Created by
Updated on Sep 27, 2022


| Sep 27, 2022
Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/0-to-12-months-baby-weight-gain-diet-plan-diet-chart/622 annu this blog will help you.


| Sep 27, 2022
annu is waqt baby ke teeth nikal rhe honge to is Karan usse kuch bhi khane mai problem hogi. Kyoki baby ko gums mai bhut pain hota hai. Baby ko aaram dene ke liye aap thanda cotten ka rumal aap uske gums pe rub kAre usse aram milega. Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/tips-to-help-soothe-the-teething-process-in-your-baby/2354 @annu this blog also help you.

| Sep 27, 2022
Annu Aap baby ke liye fixed schedule follow karyein. breastmilk khane ke time se 1. 5 hours to 2 hours pehle dijiye, mealtime par sabke saath bithakar kewal khana hi dijiye. Kuch hi din Mai bacche phir se khud se khane lagega. Mealtime ko funtime baneyin. Is blog se bhi aapko madad milegi. Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/food-recipes-for-your-8-12-month-baby-visuals/4353 and Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/baby-food-to-table-food-how-to-switch/2663

| Sep 27, 2022
shaheen and Beauty parlour tips with baby ko kaise semi-solid diet khilaya ja sakta hai?