mai apne 15 saal ke bete ke talent ko kaise pehchanu aur usko aage badne ke liye kis tarah madad kar sakti hu?

Created by
Updated on Mar 26, 2023

| Mar 26, 2023
bhawani A aapke bête ka roj ka activity mei dhyan dijiye. wo kis tarah ka activity karte samay enjoy karke karte hain aur bore nahi hote hain. unko puzzle aur quiz mei intrest dilaaye isse bacho ke thinking skills badti hain. uske saath thoda jyada time bitaye, agar aapko, apake bete ki skills ka kuch pata chala toh usse encourage kijiye, wo chahe. kisi bi field ho,, jaise dance, singing, cooking, drawing, computer, aap unke intrest jaane ke baad unko ek aacha mentor ke paaa beje taaki unko sahi guidance mil sakeh.

| Mar 26, 2023
bhawani A here is a blog, will help you in how to be supportive for a teenage child. Hey! I find this parent blog really interesting. I suggest you have a look too: Are You Giving Enough Time & Care for Your Teenager? https://www.parentune.com/parent-blog/are-you-giving-enough-time-care-for-your-teenager/183?ptref=sa0l0026n980053


| Mar 26, 2023
bhawani A ji aap apne bete ke sath baith ker time spend kijiye. Aur usase baat kijiye ki use kya kya karna pasand hai. Apne bete ko studies ke alawa aap extra koi course ya hobby class join krwa dijiye ,aisa karne se apko pta chalega ki apke bete ka kis chij me Jada interest hai. Jis chij me bacche ka interest jada ho aap us class me join krwa dijiye.

| Mar 26, 2023
Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/how-to-encourage-your-childs-hobby/3700 aap ye blog bhi padh sakti hai.