Health

mera baby 17 months ka hua he aur iska birth hone k 4 din bad usko pidia ho gaya tha to uski scene bhot dark ho gyi hai to usko gora karne ke liye kya kiya jaye?

0 to 1 years

Created by
Updated on Jan 28, 2023

  • 12
Comments ()
Kindly Login or Register to post a comment.

| Jan 28, 2023

Hi nayna patel ! Aap baby ko dahi besan ubtan se week mai ek do baar nihla saktey hai, par pehle haath mai lagakar dekhiyega. Agar suit ho to hi poore body mai lagayega. Waise kuch samayein mai aap dekhenge ki apne aap dheere dheere halka hone lagega.

  • Reply
  • Report

| Jan 28, 2023

nayna patel aap baby ko nahlane se pehle bread ko kacche dudh mai dip karke usse baby ki body pe rub kare, isse baby ki skin ka colour light ho jaega.

  • Reply
  • Report
  • Reply | 2 Replies
  • Report

| Jan 28, 2023

ruby Dhillon Parmar aap kaise apne bacche ki twacha ka khayal kartey hai

  • Reply
  • Report
  • Reply
  • Report

| Jan 28, 2023

nayna patel ye blog aapko jarur madat karega Plz ise pade Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/अपने-नवजात-के-लिए-बनाएं-घर-में-उबटन/3847

  • Reply
  • Report

| Jan 28, 2023

Hello nayna patel!!!pilia hone ke bad baccho ki skin per thoda asar padta hai,lekin bacche ki dark skin hamesha nahi rhegi ap chinta na kre. iske alawa aap kacche dudh me hlaka haldi milkaer baby ke body per usase massage kar sakti hai. lekin massage karne se pahle ek bar baby ke pair ya hath per lgaker check kijiye ki kahi bacche ko isse koi problem to nahi ho rhi hai. uske bad hi aap baby ka massage kijiye. Apko thoda fark dikhega.

  • Reply
  • Report

| Jan 28, 2023

https://www.parentune.com/parent-blog/winter-skin-care-for-children/232 Aap ye blog bhi ek bar padhiye. apko kafi help milegi.

  • Reply
  • Report

| Jan 28, 2023

nayna patel hello!! Mai bhi apne baby ko dudh me besan aur haldi dalker ubtan karti thi. Lekin ek bar ubtan krne se pahle ye check kr lijiye ga ki kahi baby ko usse koi problem to nahi hai. Agar baby ko koi dikkat na ho to aap lga sakti hai. Pareshan na ho baby ki skin dhire dhire normal ho jayegi.

  • Reply
  • Report

| Jan 28, 2023

Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/skin-care-tips-for-toddlers/4326 aap ye blog bhi padh sakti hai.

  • Reply
  • Report

| Jan 29, 2023

nayna patel agar aapke baby ko suit hota hai jo soap abhi aap use kar rahe hai to usi ka istemaal kartey rahey. Dhyaan yeh rakhna hai ki usme chemicals nahi ho, aur woh bacche ki skin ko soft and supple banaye.

  • Reply
  • Report
  • Reply
  • Report

More Similar Talks

+ Start a Talk

Top Health Blogs

Loading
{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}

{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}