mere bete ko aajkal gussa bahut aata hai or uddas bhi rehta hai bacho ke saath bhi nahi khelta apni choti sister ko paresan karta hai datne marne or samghane s

Created by
Updated on Aug 21, 2017
kese samghau bete ko



| Aug 21, 2017
hi Renu Kashyap !aap bacchey ke saath time spend karey , baat karey, uska din kaisa Raha, usey padhaye aur kabhi kabhin hathon se khana khilayrein. usey apapke pyaar ki jarorat Hai, baar baar galey lagaye accha kaam karne par praise karey, usey Bhai behan ki wajah se daantey nahi. pyaar see samjhayein. asha Karti Hoon aapko issey madad milegi.

| Aug 28, 2017
hello... my son is 10 yrs old... aur usko bhi bhut gussa aata h... aur usko agar hum daant de ya kisi cheez k liye mana kar de then he will start crying ya fir humse baat karna band kar dega.... kuch bhi kaam ache se nai karta.... na studies. ...na hi basic manners... help me

| Aug 28, 2017
Neha please neeche di gayi comment ko follow karey. Saath hi saath koshish karey , ki jab woh gussa ho, tab apna temper loose na karey. situation ko humour se, attention divert karke ya room se bahar jakar , light banaye. jitna aap uske gussey par react karengi, utna woh aur attention seek karega.