meri baby 9month ki ho gyi h but abhi tak nhi baithti hai kya kru or wait bhi gain nhi ho rha hai bhut weak h

Created by
Updated on Aug 04, 2022

| Aug 04, 2022
NEHA RANI Kuch bààche Jaldi kuch deR sE Shuru karte hai. aap baby fruits vegetables de. iske alawa aap baby ko khichdi daliya sooji oats ye sab de. Sath hi aap din mai 2 baar baby ki ache se massage kare. Aap baby ko thoda support de ke baithana shuru kare wo jaldi seekh jaegi aur health diet se weight bhi gain kar legi.

| Aug 04, 2022
Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/पहले-वर्ष-में-होने-वाले-विकास-से-जुडी-कुछ-महत्वपूर्ण-बातें/2770 ye blog apki help karega NEHA RANI

| Aug 04, 2022
NEHA RANI kuch bacche 10months ke baad hi Bethtey hai. Aap bacchey ko thodi der pillow ke saath support se bithayein. Is blog se bhi aapko madad milegi. Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/at-what-age-child-can-start-sitting/5721