Parenting

MERI baby Raat ko roti hai aur dhud dene pr vo ulti kr drti hai ABI vo 2 months ki huyi hai

0 to 1 years

Created by
Updated on Feb 10, 2020

  • 2
Comments ()
Kindly Login or Register to post a comment.

| Feb 10, 2020

Divya hi... ho sakta hai baby ko raat ko 2 3 Karan ki vajah se Aisi bechaini rahti Ho Yaa to uska diaper gaila hoga usey check Karen.. Badalte Rahe ..usko pee or poop cycle ke bad raat mein diaper pehna aien... usko Kahin rashes to nahin hai uske upar Dhyan den ya FIR beti ke pet Mein gas ho rahi Hogi aap usey kandhe per Lekar dakaar dkilwaalyen.... Upar Se niche Hath FIR yaa.. pet per use Jab Tak jakar Nahin a Jata tab tak Lekar idhar udhar bhi Rahe yaaa bacche ko pet Mein dard ho raha ho iske liye aap use Hing Ka Pan... i Ek Katori Mein Char chammach Pani Mein Hi milakar banaa le.... aur uski Nabi Ke aaspaas Dhire Dhire Gol Gol Ghumate Huey Lagaeein... Sath hi Uske legs p r thoda sa oil lagakar cycle Ki Tarah chalayen jisse usko gas nikal Jayegi.... kabhi kabhi baby overfeeding ki vajah se bhi ulti kar deta hai use Ek Taraf ka pilane ke bad 15 minut ke gap per dusri taraf se pahle aur FIR daakar bhi Dilwale Agar Iske bavjud bhi bacha Rota Hai hi to doctor se avashya consult Karen

  • Reply
  • Report

| Feb 10, 2020

Hi @divya! Aisa overfeeding ki wajha se bhi ho sakta hai. Aap bacchey ko ek side feed karwayein phir burp karwayein ,phir gap ke baad doosri side feed karwayein. 15 minutes se upar feed nahi karwayein, kyunki baccha chotta hai.

  • Reply
  • Report

More Similar Talks

+ Start a Talk

Top Parenting Blogs

Loading
{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}

{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}