Meri beti ke mouth me white white sa ho rha h ye kya ho sakta h Maine aj hi dekha kya Dr ko dikhana chahiye

Created by
Updated on Aug 05, 2022

| Aug 05, 2022
Jyoti baby ki toung pe agar aisa ho rha hai to wo milk pine ke karan ho sakta hai. Kyoki baccha dudh Peeta hai to is Karan ho sakta hai. Aap ek patle geele rumal ki help le ke uske poore mhu ki safai kariye. Uski toung clean kariye. Agar uske cleaning ke baad bhi apko kuch white show hota hai to ek baar doctor se consult kariye.

| Aug 05, 2022
Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/अगर-शिशु-के-मुंह-में-छाले-हो-जाएं-तो-किन-उपायों-को-आजमाना-चाहिए/6194 agar baby ke mhu mai chale hai to ye blog apki help karega Jyoti

| Aug 05, 2022
Hi Jyoti There are many reasons for noticing white lesions on tongue in children. But the most common reason is bad oral hygiene. Usually accumulation of liquids and food can be noticed on the tongue. When it is not properly cleaned. Children, usually drink a lot of milk. The white thing might be just accumulation of plaque because of the milk. There is even a chance for vitamin deficiency. According to me that white thing on the tongue might go just by cleaning the tongue. Please give some time. If it still sustains, it might be better to visit a Pedodontist( childrens’ dental doctor).

| Aug 05, 2022
Jyoti doodh peene ke wajha se bacchon ke tongue mai whitish milk ka residue jama ho jata hai. Aap 1-2 baar feed karwane ke baad, clean soft wet cotton cloth se bacche ki tongue and gums clean karyein. Ek dum baad nahi karyein, issey vomiting ho sakti hai. Doodh pilane ke 1 hour baad kareyin. Is blog se bhi aapko madad milegi. B Blogs- https://www.parentune.com/parent-blog/5-tips-dental-care-for-newborns/2586
