Babycare

Meri Betti 9 sal ki h... Usska wait 19 kg h... Dikhne me ekdam haddi look dubki patli... Khane body per usske lagta nahi pata nahi kyu h aaisa???

7 to 11 years

Created by
Updated on Apr 26, 2019

Me ussko 2time 250grm milk deti hu... scl tiffin me 2 party sabji or optionally fruit b rakhti hu... Khati b h or sham me 2 chapati khati h bas ..Bhook bhut kam h usski.... Wo bolti h duh se usska pet bhar jata h usse need ni h sabki aap bataiye ki me kya karu ki thodi wo sharir se bade??

  • 8
Comments ()
Kindly Login or Register to post a comment.

| Apr 26, 2019

hi abhiruchi ! kya woh active rehti hai? aur koi problem jaise ki thakaan, mood swings , dry skin, neend na aana etc. aap ek baar doctor se check up karayein aur thyroid ki jaanch bhi karayein.

  • Reply
  • Report

| Apr 26, 2019

mam... Wo active to bhut h aapni energy bhit khel me waist karti h tabhi to padai me thak jjatti h or man ni lagta usska yaad ni rehta fir... Or Rottti b bhut h to khaya piya kuch body me nahi lagta... Aaise me mujhe lagta h ki kya me usski care sahi nahi kar pa rahi hu ....Mujhe kya sudhar karna chaiye khud me???

  • Reply
  • Report

| Apr 26, 2019

mam... Wo active to bhut h aapni energy bhit khel me waist karti h tabhi to padai me thak jjatti h or man ni lagta usska yaad ni rehta fir... Or Rottti b bhut h to khaya piya kuch body me nahi lagta... Aaise me mujhe lagta h ki kya me usski care sahi nahi kar pa rahi hu ....Mujhe kya sudhar karna chaiye khud me???

  • Reply
  • Report

| Apr 26, 2019

hi Abhiruchi ! aap apne taraf se achha hee kar rahi hain. aap ki beti ka weight kitna hai? jst because she's thing doesn't mean she's week. aap ko ek baar calcium/vigamin/ iron deficiencies ke liye test karana chahiye aur agar vo achhe results dikhata hai to pareshaan hone ki koi bhi baat nahi hai.

  • Reply
  • Report

| Apr 26, 2019

aap usko chote chote portions mein khana dijiye. agar vo roti khati hai to usse roti rolls ek baar ki jagah 4 baar mein dijiye. rolls ki filling badalte rahiye to keep surprising her. she will develop an interest if she gets the variety and small portions.

  • Reply
  • Report

| Apr 26, 2019

Thanks mem or ussko weight badane k liye syrup wagerah to nahi du ?????

  • Reply
  • Report

| Apr 26, 2019

doctor ki advice ke bina bilkul bhi nahi

  • Reply
  • Report

| Apr 26, 2019

aap bachchey ka schedule set karey.. jisme padhne, khaney, khelne ,soney ka time fixed ho. raat mai 9. 30 pm ke baad mat jagne dijiye.. subah jaldi uthayen, issey bachchey ki body clock set hogi aur appetite bhi badegi. aap deworming bhi karey, doctor ki salaah se.

  • Reply
  • Report

More Similar Talks

+ Start a Talk

Top Babycare Blogs

Loading
{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}

{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}