Parenting

mri beti 5. 5 month ki h, pr vo bhut week h. usko mota kse kru. birth weight 3kg tha uska but infection ho gya tha to moti hi ni ho pi. vsi hi h.

0 to 1 years

Created by
Updated on Dec 26, 2019

  • 5
Comments ()
Kindly Login or Register to post a comment.

| Dec 26, 2019

Hi Shailja, Avi beti ki weight kya hai? aisa jaruri nahi hai ki mote bache he healthy hote isly aap bache ke health ke bare mai sochiye rather than uske motape ke bare. Agar beti active and healthy toh chinta na kare. Agar weight bahut kam hai toh aap use kahne mai sweet potato, egge, milk, ragi ka halwa, daliya, rice ki kheer etc de lekin yeh sab aap 6 months ke baad he dijiye. 6 months tak aap baby ko sirf apna dudh he pilayein.

  • Reply | 2 Replies
  • Report

| Dec 26, 2019

Hello Shailja Ji, aap beti ko 6 months tak apna dudh he de uske baad he solid food dena suru kare.

  • Reply
  • Report

| Dec 26, 2019

5 month ke baby girl ka weight 5. 5kg- 8. 7 kg tak hona chayiye, toh aap ki beti ka weight thik hai aur aj kal doctor kehte hai ki 1 year tak baby ko cow milk nahi dena chayiye, kyunki babies yeh dudh nhi pacha pate hai.

  • Reply | 1 Reply
  • Report

| Dec 26, 2019

Hi shailja ! Mota bacchey healthy bhi ho aisa jaroori nahi hai. Aap bacchey ko 6 month tak exclusive breastfeeeding hi karwayein. Agar bacchey active and cheerful hai ,weight within the normal range hai, and 6-8 wet diapers hai to chinta ki baat nahi hai.

  • Reply
  • Report

| Dec 26, 2019

Hi Shailja, Aap yeh blog jarur padhe, isme milk increase karne ke liye kya khana chayiye batya gya hai- https://www.parentune.com/parent-blog/stanpaan-ke-samay-doodh-badhaane-ke-upaay/3223

  • Reply
  • Report

More Similar Talks

+ Start a Talk

Top Parenting Blogs

Loading
{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}

{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}