rat ko bachi soti nahi 1. bake soti he roj

Created by
Updated on Feb 03, 2020

| Feb 03, 2020
Hi Dev! follow a schedule in which there is fixed time for sleeping, waking up ,bathing going out, meals etc. Let your child not sleep after 5 p. m. take her to the park everyday, plan age-appropriate games for her which involves physical activity so that she gets tired. Serve her meals by 7:30 p. m. change her to night attire by 9:00 pm ,feed her milk, give a massage to her , with minimum distractions in the room put her to sleep. एक शेड्यूल का पालन करें जिसमें सोने, जागने, स्नान करने का निश्चित समय हो

| Feb 03, 2020
dev hi... aapka Kahna hai ki Baby soti Nahin Hai Raat ke Ek baje tak soti hai iske liye aapko chahie ki bacche ko Shyam Ke Samay Kareeb 7:00 baje tak Utha Le Uske bad usey sone Na Den Taki 3 - 4 ghante ke bad use 11 baje tak Nind aa Jayegi ....Sath hi Sath ye aur upay Hai Jisse bacche ko Nind jaldi Aati Hai... usey comfortable and warm clothes pahnaein ...Sath ke sath uska legs, arms aur head per circular motion Mein oil lagakar massage Karen ..Kamre Mein darkness aur silence maintain Karen Taki bacche ko Nind acche se aane ki Sambhavna badh Jaati Hai..... use feed karaein ....uska potty aur urine cycle complete kara kar raat ko sote Waqt diaper pahnaa dein jisse Subah 5 Baje utaar Den.... isase bhi baccha sukhe Mein aaram se sota rahata hai.... ssath mein letJaaye Taki use Lage Ki Sab ab so rahe hain..... Agar bacche ke sath Lete Hain To jab tak baccha so Nahin Jata Vahi uske sath lete Rahein... aur baad mein uthne se pahle Charon Taraf pillows lagakar use support De