sleeping problem

Created by
Updated on Jul 16, 2018
hii mera baby 14 mth ka hai , use nind bilkul bhi nehi aati,bohat try karti hu sulane k liye , par usko nind i nehi aati,,pls pls kya karu kuch tips bataiye . ayesa koi khana ya kuch jisse usko nind aa jaye .

| Jul 17, 2018
hi piu patra! aap ek baar apne bacche ka daily schedule share karey.. we would suggest u changes in schedule so that she gets ample time to sleep. is blog ko padhiye aapko madad milegi. https://www.parentune.com/parent-blog/how-to-get-your-baby-sleep-through-the-night-follow-8-easy-tips/3043?ptref=sa0l0010usn02cj

| Jul 17, 2018
hello piu aap apne bache ko Din Mein kam Sulane ki koshish kijiye raat ko sone ke Samay diaper pehna kar sunaiye Taki raat ko bachcha geela hone par Uthe nahi raat ko sone ke pahle acche se Malish kijiye Malish hone par bacha aaram se so Jayega kuch Bachche Halki Si Awaaz hone par uth Jate Hain ISI Liye Jis room Mai bacha sota Hai Wahan TV Nachale take care

| Jul 18, 2018
thank u ..par mera baby din me 1 se 1. 30 hrs sota hai .subha 9 baje utt ta hai , fir dopher khana kha ke 2 baje soy ga fir 3 se 3. 30 utt jata hai .fir tab se raat 1 baje tak sota nehi hai .1 baje k baad sota hai ..or me usko sone se pehele tel malish karti hu .fir bhi sota nei .mai bohat tention me gu .kya karu


| Aug 29, 2018
hi, AAP baby Ko din me ek bar sulaye aur night me luekwarm water se nahlaye aur ek soothe music light music lagaye kuchh apps v available he music k liye aur blue night bulb lagaye may be kuchh Kam aye APK aur baby Ko thoda physically active rakhe to khud v so jayega..... mere baby Ko v prob that Aisa but av thik he .