Parenting

study help

7 to 11 years

Created by
Updated on Mar 28, 2018

hello mam.... study mein acha bahut hai.. but bithana bahut mushkil.. schoolwork talta.... jid karke bithati to kar leta hai... uske liye cheekh pukar karni padti hai.... bad mein afsous hota.. ji kyun chilayi... kar leta use bhi acha lagta... he is come in 4 class... kya karu samaj nahi aara.... har kam jid karke karwana padta.... apne hisab se chalta hsi

  • 1
Comments ()
Kindly Login or Register to post a comment.

| Mar 28, 2018

hi Richa Agarwal !aap schedule plan karey ,jisme fixed time ho sone, khane, uthane, padhne Aur khelne ka. is timetable ko bacchey ke desk ke upar lagaye. planning is hisab se karey ki 1 hour ki padhai ke baad 30 minutes ka break de.. studies ko Interesting banaye. padhai karne par usey uski mann pasand dish ghar par hi bana ka dijiye.. uske alawa papers plan karey, jinhe usi samyein check kar dijiye. jitna studies ko aap day to day life se link karege, utna hi interest badega.

  • Reply
  • Report

More Similar Talks

+ Start a Talk

Top Parenting Blogs

Loading
{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}

{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}