Health

weight gain

1 to 3 years

Created by
Updated on Oct 04, 2017

mera beta 2 years ka hai. 1 year ka tha tab 9 kg wt tha. abhi 8 months se uska weight 10 kg hai badhta hi nai. pahle wo khana nai khata tha. ab thoda kha leta hai fir bhi uska weight q nai badh raha. egg cheese sab deti hu jisse wt badhe.

  • 10
Comments ()
Kindly Login or Register to post a comment.

| Oct 05, 2017

Hi Mommy, use starch aur fiber wale khane ki cheeze de. potato, banana milk me mix kark ke de. Ager aapka baby active hai to aap chinta na kare thora weight idher udher hota hi hai. Is blog ko bhi pafhe ek baar wazan bdhane wale foods ke baare me janne ke liy: Hey! I find this Parenting blog really interesting. I suggest you have a look too: https://www.parentune.com/parent-blog/7-foods-for-weight-gain-in-toddlers/2310?ptref=sa0l000468401s6

  • Reply
  • Report

| Oct 05, 2017

thnxx dear... mai use banana bhi deti hu .potato wo khata nai hai .

  • Reply
  • Report

| Oct 05, 2017

wo pani bohot zyada pita hai..

  • Reply
  • Report

| Oct 05, 2017

aap use potato ki kheer de sakti hai.

  • Reply
  • Report

| Oct 05, 2017

koi baat nhi paani jyada pita hai to achchi baat hai per just khane ke pehle pani na de kyumi uska pet bhar jayga phir wo khana kam khayga.

  • Reply
  • Report

| Oct 05, 2017

wo har niwale k bad pani mangta hai. na do to rone lagta hai.

  • Reply
  • Report

| Oct 05, 2017

ek ek ghut pani de de ager nhi manta hai to.

  • Reply
  • Report

| Oct 05, 2017

same problem with my daughter, 2. 7 yrs ki hai 8 or 9 months se 10 kg se weight hi nahi badha kya kare plz give some weight increasing foods suggestions frnds.....

  • Reply
  • Report

| Oct 06, 2017

Bache khana khatha but whight nai bhadh raha ushka whight 9 kg he

  • Reply
  • Report

| Oct 10, 2017

bacche Ko khana khane time Pani mat pilao, fresh butter milk me dry ginger powder, black salt, hing,dhaniya powder dal ke khane k saath Pilate jaye, taki bacche Ko shardi ya cough ka problem na ho n easily khana kha sake...

  • Reply
  • Report

More Similar Talks

+ Start a Talk

Top Health Blogs

Loading
{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}

{{trans('web/app_labels.text_Heading')}}

{{trans('web/app_labels.text_some_custom_error')}}