Mother's Day 2023- #maisemaa

Mai se maa is about each woman’s journey from being me to being Maa. Each journey is personal & special, but it also has its fair share of challenges.
Parentune is by each mom’s side through their journey, day and night.
This Mother’s Day, we celebrate this most special journey from mai se maa. #Happy Mother’s Day!
Use the Mother’s Day special coupon code #maisemaa20 and save 20% on Parentune PLUS, 24x7 Child Specialists’ & Doctors’ support for your child.
Kehne ko to मैं (main) se मां (maa) banne ke beech farak siraf ek matra ka hai
Raaton ko jaagkar rakhe jo khayal vo to bus maa ka pyaar hai
Reh gayi sabki alarm clock bankar
Zimmedariyon aur duniyadari ke beech na chah ke bhi faskar.
Vo kehte hai homemaker koi job nahi hoti
Koi mujhe ye bataye ki maa hone ki salary kyu nahi hoti?
Dekhe honge maa ne bhi sapne kayi
pankhon mai udaan to usne bhi bhari hogi naa?
Par suno Maa
himat ban dusron ki, tumhe apna atmavishwas bhi to badhana hai
Sabke saath saath, tujhe apna bhi to khayal rakhna hai na
Tune rakha sabka khayal, ab hum rakhenge har MAA ka dhyan
Garbwastha ka safar ho, ya shishu ka janam
Parentune rahega har maa ke sang
Humare liye tum sabse khaas ban gayi ho
Kyuki ab tum मैं (main) se मां (maa) jo ban gayi ho
Also read - Mother's Day 2024
Be the first to support
Be the first to share
Comment (0)
Related Blogs & Vlogs
No related events found.
Loading more...