
प्रेग्नेंसी में कोरोना संक्रमण के जोखिम व बचाव के उपाय
May 04, 2021, 2:30 pm - 3:40 pm
प्रेग्नेंसी के दौरान कोरोना संक्रमण के जोखिम से बचाव के क्या उपाय हैं? अगर गर्भावस्था के दौरान कोरोना संक्रमित हो जाएं तो हमें किन उपायों का पालन करना चाहिए? गर्भावस्था के दौरान कोरोना संक्रमण से संबंधित तमाम तरह के सवालों का जवाब यहां LIVE में डॉ पूजा मित्तल से पाएं।
Dr Pooja Mittal, Gynaecologist
Dr Pooja Mittal is a Gynaecologist & Obstetrician practicing in Gurugram. Dr Pooja has extensive experience of more than 15 years in areas like infertility issues, high risk pregnancies and offers evidence based approach.




| May 04, 2021
Hello doctor! Meri cousin pregnant hai abhi unka 7 week chal raha hai , usse 3 din se smell nahi aa rhi hai aur thodi bahut weekness hai iske alawa koi aur symptoms nahi hai toh plz aao btayein kya karna chahiye. Abhi usske husband recover hue hain covid se 1 week ho gya hai. Aap kya suggest karenge kya test karwana chahiye? Bahar jaana bahut risky lag rha hai es time par aapke suggestion ki zarurat hai. Thanks ma'am 🙏



| May 04, 2021
Gud afternoon mam🙏 Mam maine apni dr ko 23 April ko dikhaya tha due to mild fever throat pain and mild spotting. Unhonee mujhe zifi aur dolo likha tha,aur maine 5 days ka course bhi complete kar liya tha but uske 2 din baad mujhe 100 fever aa gya tha so maine dolo le liya tha. Fever 2 din raha tha aur theek ho gya. Mam abhi mujhe throat me kafi pain ho raha hai. aur kafi cough ban raha hai. jo ki nikal nahi raha. Aisa lag raha hai mano gale me atak gya ho, uski vajah se chest pain bhi ho raha hai aur headache bhi ho raha hai. Mere husband ka rt PCR negative aaya tha but kal ct scan me 8/ 25 score aaya hai.. pls suggest what to do.. Mera oxyzen level 97-98 aa raha hai. Mere pass nebulizer machine bhi hai , so aap pls dawai suggest kar de pls.
Please complete the form to send your question to Dr Pooja Mittal
Mam meri five month pregnancy hai mujhe kuch din se smell nahi aarahi or taste bhi nahi